Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kiyaa Hai Pyaar Jise Hamane Zindagi Ke Tarah
|
Ghulam Ali | |||||
Jashn-e-Bahar (Ghulam Ali) (0) | Qateel Shifai | ||||||
kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah

badha ke pyas meri us ne hath chhod diya

wo kar raha tha muravvat bhi dillagi ke tarah
wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah
kise khabar thi badegi kuch aur tarikhi
kise khabar thi badegi kuch aur tarikhi
mila hai humse wo kisi badli me chandni ki tarah
wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah
kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah
kabhi na socha tha hum ne qtil us ke liye

karega hum pe sitam wo bhi har kisi ke tarah