Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kitaab E Dard Me Likha Mere Gam Ka Fasana Hai
|
Akbar Khan Durrani Peshawari | Mushtaq Hussain | ||||
Sultana (1934) | Munshi Aziz | ||||||
kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
ba-kur-e-yaas-o-hasrat se bhara dil ka khazana hai
kitab-e-dard me li
na ek lamha aa bhi ja laya kabhi is dar-e-faani me
na ek lamha aa bhi ja laya kabhi is dar-e-faani me
mila mauka jise mujhko banata wo nishana hai
kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
ba-kur-e-yaas-o-has
ummede mit mit gayi sari falak ki ye bhi garibi se hai
ummede mit mit gayi sari falak ki ye bhi garibi se hai
jise apna samjhta tha hua wo bhi begana hai
kitab-e-dard me likha mere gam ka fasana hai
kitab-e-dard me likha