Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kismat To Dekho Hamsafar
|
Mohammed Rafi | Datta Davjekar | ||||
Adalat (1948) | Mahipal | Sad Songs | |||||
kismat to dekho humsafar
kismat to dekho humsafar
char kadam chale nahi
char kadam chale nahi
is tarah juda huye
ke aaj tak mile nahi
aaj tak mile nahi
kismat to dekho
dil ne to ki dua bahut
lekin na aa saki bahar
phul ummido ke mere
khilaye bhi khile nahi
khilaye bhi khile nahi
kismat to dekho
dil ne to chaha tha ki ab
kahde apna mazra
ulfat ne si diye aise lab
hilaye bhi hile nahi
hilaye bhi hile nahi
kismat to dekho
roshan thi jinse ye jami
roshan tha jinse aasman
yu gul hue mere chirag
jalaye bhi jale nahi
jalaye bhi jale nahi
kismat to dekho humsafar
char kadam chale nahi
is tarah juda huye
ke aaj talak mile nahi
kismat to dekho