Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kismat Ne Yeh Zulm Kiya Hai
|
Geeta Dutt | Khurshid Anwar | ||||
Neelam Pari (1952) | Hasrat Jaipuri | Sad Songs | |||||
kismat ne ye zulm kiya hai aaj wo hamse dur hue
pyar ki maro ko tadpana dunia ke dastur hue
kismat ne ye zulm kiya hai haye wo hamse dur hue
milke gale armano se bechain mohabbat roti hai roti hai

jitne hum ji bharke hase fir utne gum se chur hue
jitne hum ji bharke hase fir utne gum se chur hue
kismat ne ye zulm kiya hai haye wo hamse dur hue
unse bichad kar is dil par jo beet rahi hai kya kahiye kya kahiye

dusman bhi majbur na ho ab jaise hum majbur hue