Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kismat Me Likha Ho Jo
|
Shamshad Begum | Shyam Sundar | ||||
Dev Kanya (1946) | Ramchandra Pandey, Rammurti Chaturvedi,, Saraswati Kumar Deepak, | ||||||
kismat mein likha ho jo use koun mitaye
kismat mein likha ho jo use koun mitaye
jo aag lagi dil mein use koun bujhaye
kismat mein likha ho jo use koun mitaye
aansu mere kahate hai
aansu mere kahate hai mere dil ki kahani
phir bhi mujhe kahate hai sabhi hay diwani
phir bhi mujhe kahate hai sabhi hay diwani
bikhre mere arman unhe koun sajaye
jo aag lagi dil mein use koun bujhaye
kismat mein likha ho jo use koun mitaye
man ki rahi man hi mein jamane ki tarange
man ki rahi man hi mein jamane ki tarange
ban ke bul bule si miti man ki umange
ban ke bul bule si miti man ki umange
aahon se bhare dil ko mere chain na aaye
kismat mein likha ho jo use koun mitaye
ma baap huye bairi kinhe dard bataun
hai dard bhare geet mere kisko sunaun
hai dard bhare geet mere kisko sunaun
bichhade huye balam hai mere koun milaye
kismat mein likha ho jo use koun mitaye