Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kismat Ke Khel Nirale Mere Bhaiyya
|
Ravi | Ravi | ||||
Ek Phool Do Mali (1969) | Ravi | Philosophical Songs | |||||
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ka likha kaun taale me bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke haath mein duniya ki dor hain
kismat ke aage tera koi na jor hain
sab kutch hain usi ke hawale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat mein likha hain jo sukh ka savera
kab tak rahega yeh gam ka andhera
ek din toh milenge ujale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
yeh sacha teerat uncha himalay
yeh man ka mandir sukh ka shuvalay
dhun yahi pe rama le mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
duniya mein prani kya kya sapne sajaye
kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye
bigdi ko kaun sambhale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ka likha kaun taale me bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya
kismat ke khel nirale mere bhaiyya