Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kisi Tarah Se Muhabbat Mein Chain Pa Na Sake
|
Noor Jehan | Datta Korgaonkar | ||||
Badi Maa (1945) | Anjum Pilibhiti | ||||||
kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake
lagi vo aag hai sine me jo bujha na sake
lagi vo aag hai sine me jo bujha na sake
kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake
zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe
zubaan chup rahi meri to aansu bol uthe
chhupaayi laakh muhobbat magar chhupa na sake
kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake
na jaane kis ki hai tasvir aansu aansu me
na jaane kis ki hai tasvir aansu aansu me
ke apni aankh se aansu bhi ham gira na sake
kisi tarah se muhabbat me chain pa na sake
tabaahi puchh na dil ki tu hamse ai duniya
tabaahi puchh na dil ki tu hamse ai duniya
kuchh aisi ujdi hai basti ke ham basa na sake
kisi tarah se muhobbat me chain pa na sake