Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kisi Ko Pata Na Chale Baat Ka
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Lutera (1965) | Anand Bakshi | ||||||
chupa ke rakhna mohabbat ko is zamane se
ke aaj sans bhi lena kisi bahane se
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
bura hal hai dil ke jazbat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
na dil tha na dil me ye arman the
na dil tha na dil me ye arman the
ye lab muskurahat se anjan the
judai me hum to pareshan the
khuda meharba tha na insan the
magar aaj kya zikar sadmat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
mohabbat aaj kyu machalne lagi
mohabbat aaj kyu machalne lagi
shamma jaise mahfil me jalne lagi
churi maan lo dil pe chalne lagi
koi dil ki hasrat nikalne lagi
badalne laga rang halat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
sajao ye rahe bichao nigahe
khabar unki aayi najar muskurai
hua hai ishara milega sahara
mohabbat ki pyasi mitegi udasi
mohabbat ki pyasi mitegi udasi
ke didar hoga
ke didar hoga aji pyar hoga
banega fasana kisi bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
bura hal hai dil ke jajbat ka
ke hai aaj wada mulakat ka
kisi ko pata na chale bat ka
ke hai aaj wada mulakat ka