Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kisi Ki Yaad Me Duniya Ko Hai Bhulaaye Huye
|
Mohammed Rafi | Madan Mohan | ||||
Jahan Ara (1964) | Rajinder Krishan | Sad Songs | |||||
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye
jamana gujra hai apna khayaal aaye huye
jamana gujra hai apna khayaal aaye huye
badi ajeeb khushi hai gum-e-mohabbat bhi
badi ajeeb khushi hai gum-e-mohabbat bhi
hasi labo pe magar dil pe chot khaaye huye
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye
hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare
hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare
rahenge meri najar me to wo samaaye huye
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye
kisi ke husn ki bas ek kiran hi kafi hai
kisi ke husn ki bas ek kiran hi kafi hai
ye log mere aage hai samma kaye huye
ye log mere aage hai samma kaye huye
kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye
jamana gujra hai apna khayaal aaye huye