Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kisi Ke Kuche Me
|
Rafiq Ghaznavi | |||||
Ek Din Ka Sultan (1945) | Wali Sahab | ||||||
kisi ke kuche me gardan
kisi ke kuche me gardan katane jate hai katane jate hai

jigar ki pyas lahu
jigar ki pyas lahu se bujhane jate hai bujhane jate hai

kafan lapet ke
kafan lapet ke sar se kisi ki mahfil me kisi ki mahfil me

ye aaj apni kaza ko aji kaza ko
ye aaj apni kaza ko bulane jate hai bulane jate hai

kaza bhi ruthi hui hai khafa hai wo but bhi

hum aaj dono me
hum aaj dono me ek ko manane jate hai manane jate hai

ye sunke khun shahido ka rang lata hai
ye sunke khun shahido ka rang lata hai
ye aaj apne lahu me
ye aaj apne lahu me nahane jate hai nahane jate hai

suna hai dard ke badhne se dard ghatata hai

hamara darde mohabbat
hamara darde mohabbat badhane jate hai badhane jate hai