Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ki Jo Mai Hota Hawa Ka Jhonka
|
Manna Dey, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Duniya Nachegi (1967) | Majrooh Sultanpuri, Raja Mehdi Ali Khan, | ||||||
ke jo mai hota hawa ka jhoka
ke jo mai hota hawa ka jhoka
tere galo ko tere balo ko chukar gujar jata
ke jo mai hota hawa ka jhoka
ke jo mai hoti ghata sawan ki
teri raho me teri baho me aakar baras jati
ke jo mai hoti ghata sawan ki
teri khatir aaungi mai jannat ko bhi chhod ke
duniya ke dastur ye sab rakh dungi mai tod ke
dil hai tere bas me
kehti hu khaker kasme
ke jo mai, ke jo mai hoti dhul jamin ki
ke jo mai hoti dhul jamin ki
tere gaanv pe
tere panv pe aakar bikhar jati
ke jo mai hoti ghata sawan ki
tu duniya me husn ki jinda ek tasveer hai
tujhko jo mai paa gaya
to ye meri taqdeer hai
dil hai tere bas me
kehta hu khakar kasme
ke jo mai ke jo mai
ke jo mai hota aanchal tera
ke jo mai hota aanchal tera
shrmaye se tere saye se aakar lipat jata
ke jo mai hota hawa ka jhoka
diwani mai ho gayi jab se tere pyar me
sajati hu bahar se rahti hu guljar me
dil hai tere bas me kehti hu khakar kasme
ke jo mai ke jo mai hoti thadapti bijali
ke jo mai hoti thadapti bijali
teri yado pe tere vado pe aakr chamak jati
ke jo mai hoti ghata sawan ki
ke jo mai hota hawa ka jhoka
tere galo ko tere balo chukar gujar jata
ke jo mai hota hawa ka jhoka