Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khwaja Nirale Mere Ajmer Wale Shaan Nayari Tumhari
|
Mohammed Rafi | Kamal Rajasthani | ||||
Mere Garib Nawaz (1973) | Mehboob Sarvar | Religious Songs | |||||
khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale
tumhare dar pe hazaro ki bhid rahti hai
gumo ke dard ke maro ki bhid rahti hai
ye wo dar hai jaha koi bhed bhaw nahi
phulo ke sath hi kharo ki bhid rahti hai
hindu musalmaa sikh isayi hindu musalmaa sikh isayi
sunte hai khwaja sab ki duhayi
sunte hai khwaja sab ki duhayi
sunte hai khwaja sab ki duhayi
hamri najar me ek hai data hamri najar me ek hai data
chahe raja ho ya bhikhari kahe ye dunia ye sari
jan ye tumpe wari khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale hue hai yu to hum
aayi ya garib nawaz tumara sabse hai rutba bada garib nawab
mere garib nawaz mere garib nawaz
sada tumhari raza me hai isme razi
kabhi ho majhabe shaane khuda garib nawaz
jin me pasar kar karte hai gulami
jin me pasar kar karte hai gulami
sham sukh amr dete hai salami
sham sukh amr dete hai salami
sham sukh amr dete hai salami
hur mala ek arasay pari pe
are bake bihari jau tumpe mai wari
are bake bihari jau tumpe mai wari
kahe dunia ye sari
khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale mere ajmer wale
shaan nyari tumhari kahe dunia ye sari
khwaja nirale