Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khwaab Ki Duniya
|
Chitalkar Ramchandra | |||||
Sawan (1945) | Ishwar Chandra Kapoor | ||||||
khwabo ki duniya sitaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwabo ki duniya sitaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fija ke chaman se ye kah do
ki rangin bahar ab dur nahi
khwabo ki duniya
har tarf ho viraniya
gher chuki ho aandhiya
har tarf ho viraniya
gher chuki ho aandhiya
tadapte arman ke is jaha ko
kabhi to sakun bhi aayega
khwabo ki duniya sitaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
khwabo ki duniya
kali ghataye jab jayengi
sunhari kirne aayengi
kali ghataye jab jayengi
sunhari kirne aayengi
fir in bato ko yad kar
aayegi khud ko bhi hasi
khwabo ki duniya sitaro ki duniya
dur bhi hai par dur nahi
ujade fija ke chaman se ye kah do
ki rangin bahar ab dur nahi
khwabo ki duniya