Lyrics of Khushiya Aur Gam Sehti Hai - खुशिया और गम सहती है
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai
chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
mann se kaho tum, mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil sapne buno tum
khushiya aur gum sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana zindagi kya kahti hai
apni kabhi to kabhi ajnabi