Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khushi Mangi Thi Aur Gham De Diya
|
Hamida Banu | Ghulam Mohammad | ||||
Bikhre Moti (1951) | Khumar Barabankvi | Sad Songs | |||||
khushi mangi thi aur gam de diya
khushi mangi thi aur gam de diya
bhala ho tera o bedard duniya
bhala ho tera o bedard duniya
khushi mangi thi aur gam de diya
sitam sehna magar khamosh rehna
jaba se itna karna kuch na kehna
kahe kya hal apni bebasi ka
bhala ho tera o bedard duniya
khushi mangi thi aur gam de diya
hue arma na sare khak jal ke
mohabbat reh gai hatho ko mal ke
chala kabu na kuch bhi haye apna
bhala ho tera o bedard duniya
khushi mangi thi aur gam de diya
mukaddar hai tera dushman zamana
nahi duniya me ab apna thikana
bani hai jan par ae maut aa ja
bhala ho tera o bedard duniya
khushi mangi thi aur gam de diya