Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khushi Ke Rang Me Khilti Hui Bahaar Rahe
|
Sharda | Shankar Jaikishan | Tun Tun, Helen, Jankidas, Naina Sahu, Rajendra Nath | |||
Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) | Hasrat Jaipuri | Marriage Songs | |||||
khushi ke rang me khilti hui bahar rahe
khushi ke rang me khilti hui bahar rahe
meri ye dua hai salamat tera singar rahe
khushi ke rang me
kabhi judai na aaye tumhari raho me
kabhi judai na aaye tumhari raho me
rahe suhag ka kajal hamesha nigaho me
tumhare ho sake o ishk pe nikhar rahe
meri hi dua hai salamat tera singar rahe
khushi ke rang me
kabhi na hath chute mehandi wale hatho se
kabhi na hath chute mehandi wale hatho se
nibhe ye pyar ka kissa badi murado se
ke dil se dil ko hamesha hi etbar rahe
meri hi dua hai salamat tera singar rahe
khushi ke rang me