Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khushi Ka Rang Chaya Hai
|
Kavita Krishnamurthy, Abhijeet | Jatin Lalit | Mithun Chakraborty | |||
Saazish (1998) | Indeevar,, Israr Ansari, Hasrat Jaipuri,, Vinoo Mahendra, | ||||||
khushi ka rang chaya hai yaha koi apna aaya hai
khushi ka rang chaya hai yaha koi apna aaya hai
kisi ko ho kisi se pyar kasam se mera hai bas tu
tu bas tu tu dil me hai bas tu khushi ka rang chaya hai
maine teri aankho se sapna dekha
padhle apne hatho me meri rekha
tu jab na tha aati rahi teri khushbu ha teri khushbu
maine teri aankho se sapna dekha
padhle apne hatho me meri rekha
tu jab na tha aati rahi teri khushbu bhini bhini
dil me hai bas tu tu bas tu tu dil me hai bas tu
khushi ka rang chaya hai
do gul khile to yu laga sara chaman khil gaya
banwas me jo ram ko uska bharat mil gaya
sabko khushi to bat di par khud gamo me pala
dekhi jo ye teri khushi to hamko sab kuch mila
jiyo yuhi jiyo my son god bless you
tu bas tu tu dil me hai bas tu khushi ka rang chaya hai
maine to kitabo me kya kya padha
koi nahi hai bhaiya tumse bada
aisa tere hai pyar me kaisa jadu ha kaisa jadu
maine to kitabo me kya kya padha
koi nahi hai bhaiya tumse bada
aisa tere hai pyar me kaisa jadu
dekhe koi dil me hai bas tu tu bas tu tu
dil me hai bas tu khushi ka rang chaya hai
yaha koi apna aaya hai khushi ka rang chaya hai
yaha koi apna aaya hai kisi ko ho kisi se pyar
kasam se mera hai bas tu tu bas tu tu
dil me hai bas tu dil me hai bas tu