Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khushi Bhi Mili Humko
|
Lata Mangeshkar | Hemant Bhosle | ||||
Bin Badal Barsaat (1963) | Shakeel Badayuni | Sad Songs | |||||
rat khamoshi se aati hai chali jati hai
jindagi dard ke sanche me dhali jati hai
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jadugiri
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jadugiri
kali kali kam kali jai kali
khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
jane jindagi ka ye kaisa rang hai
khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
jane jindagi ka ye kaisa rang hai
kabhi hai andhera kabhi roshni
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jadugiri
hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
khili na baharo me dil ki kali
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jadugiri
pyar ki khushi hame mil saki na pyar me
kitne din gujar gaye intzar me
pyar ki khushi hame mil saki na pyar me
kitne din gujar gaye intzar me
kahani hamari adhuri rahi
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jaudgiri
khushi bhi mili hamko to gum se bhari
azab hai ye kismat ki jaudgiri