Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khushbu Ki Tasvire
|
Roop Kumar Rathod | Anchal Talesara | ||||
Chand Ke Pare (2012) | Hasmukh Gandhi | ||||||
khusbu ki tasveerein jaise
aa ha khusbu ki tasveerein jaise jaise
hawao pe lakire hain jaise jaise
khubsurat raat aur shabnam ke katre
kuch rishte hain chand ke pare
kuch rishte hain chand ke pare
na jane kaise kya hota hai
aa ha na jane kaise kya hota hai
apno se fasla hota hai
koi achanak yun aa jaye
risto ka kaarvaa hota hai
pyar ka jadu hai
ankhein wahi aur badli hain nazre
kuch rishte hain chand ke pare
kuch rishte hain chand ke pare
ho khwabo main hi sone lage hum
ho khwabo main hi sone lage hum
yun hi kisi ke hone lage hum
anshu bhi muskrane lage to
zindgi ko bhi pirone lage hum
lamha lamha sansein mahke
aarju se hain re bhare
kuch rishte hain chand ke pare
kuch rishte hain chand ke pare
khusbu ki tasveerein jaise jaise
hawao pe lakire hain jaise jaise
khubsurat raat aur shabnam ke katre
kuch rishte hain chand ke pare
ye rishte hain chand ke pare
ye rishte hain chand ke pare