Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khush Raho Har Khushi Hai Tumhare Liye
|
Mukesh Chand Mathur | Kalyanji Anandji | Rajshree, Jeetendra | |||
Suhaag Raat (1969) | Indeevar | Sad Songs | |||||
khush raho har khushi hai tumhare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye
chhod do aansuo ko hamare liye
chhod do aansuo ko hamare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye
kyu udashi ki tasvir bankar khade
gam uthane ko duniya me hum to pade
muskarane ke din hai na aahe bharo
muskarane ke din hai na aahe bharo
mere hote na khud ko paresha karo
khush raho har khushi hai tumhare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye
bijli chamke tumhe darne ki kya baat hai
roshani ki yahi to shuruvat hai
tutni hai jo bijli mera sar to hai
tutni hai jo bijli mera sar to hai
jo andhere hai beghar mera ghar to hai
khush raho har khushi hai tumhare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye
tum baharo se shikwa na karna kabhi
kabhi de do kante hume phul ledo sabhi
phul koi kuchal jaye jab bhul me
phul koi kuchal jaye jab bhul me
soch lena ke hum mil chuke dhul me
khush raho har khushi hai tumhare liye
chhod do aansuo ko hamare liye
chhod do aansuo ko hamare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye
khush raho har khushi hai tumhare liye