The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Khullam Khulla Pyar Karenge - खुलम खुला प्यार करेंगे

hey tumne kabhi kisi se pyaar kiya, kiya
kabhi kisi ko dil diya, diya
maine bhi diya, zamaa de

hey you body people listen up yo
say more love story
back again, say yeh
come on, say yeh
come on, now you body people

khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono arey
khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono
pyar hum karte hai chori nahi
mil gaye dil jora jori nahi
hum vo karenge dil jo kahe
hum ko jamane se kya, lets
khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono
say more love story
back again, say yeh
come on, say yeh
come on, now you body people

hey dekh vo ishq chup chup ke farma rahe hai
arey hai kya mazaa dil hi dil mein to ghabra rahe hain
hey dekh vo ishq chup chup ke farma rahe hai
arey hain kya maza dil hi dil mein to ghabra rahe hain
lagta hai dono padosi hain vo rishta hi aisa hai jane bhi do
hum vo karenge dil jo kahe
hum ko jamane se kya, zamaa de
khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono
oye tikja
one one one more chance

hey bolo na pyar ka hai ye dushman jamana
aey sun ha bata
sabko milta nahi ye khazana
hey bolo na pyar ka hai ye dushman jamana
aey sun ha bata
sabko milta nahi ye khazana
are jinko aji ye khazana mile
dekh dekh unko ye duniya jale
hum vo karenge dil jo kahe
hum ko jamane se kya

khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono
watch is watchs now
pyar hum karte hai chori nahi
mil gaye dil jora jori nahi
hum vo karenge dil jo kahe
hum ko jamane se kya, zamaa de
khullam khulla pyar karenge hum dono
watch is watchs now
is duniya se nahi darenge hum dono
ohy dhincha, arey
khullam khulla pyar karenge hum dono
is duniya se nahi darenge hum dono, zamaa de