Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khudaya Khair
|
Akriti Kakkar, Soham Chakrabarthy, Monali | Pritam Chakraborty | Lara Dutta, Shahrukh Khan | |||
Billu Barber (2009) | Gulzar | Romantic Songs, Happy Songs | |||||
raato raat tara koi chaand ya sitara koi
gire to utha lena o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena
raato raat tara koi chaand ya sitara koi
gire to utha lena o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena
zara si saawari hai wo zara si bawri hai wo
wo surme ki tarah meri aankho me hi rahti hai
subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai
mano na mano tum
sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum
pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai
khudaya khair khudaya khair
khudaya khair khudaya khair
raato raat tara koi chaand ya sitara koi
gire to utha lena o suniyo re
tara chamkila hoga chand sharmila hoga
nath me laga lena
tu hawa main zami tu jahan main wahi
jab ude mujhe leke kyun udti nahi
tu ghata main zami tu kahi main kahi
kyun kabhi mujhe leke barasti nahi
zara sa sawara hai wo zara sa bawara hai wo
wo surme ki tarah meri aankho me hi rahta hai
subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai
mano na mano tum
sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum
pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai
khudaya khair khudaya khair
khudaiya khair khudaya khair
jab dant me ungli dabaye ya ungli pe lat liptaye
badal ye nichadta jaye ho o o o
kuchh kar ke wo baat ko tale
jab mathe pe wo bal dale
ambar ye sikudta jaye ho o o o
wo jab nakhun kutarti hai to chanda ghatne lagta hai
wo pani par kadam rakhe sagar bhi hat jata hai
subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai
mano na mano tum
sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai
mano na mano tum
pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai
khudaya khair khudaya khair
khudaya khair khudaya khair
khudaya khair khudaya khair
khudaya khair khudaya khair