Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khudaaya Ye Chakkar Se Kyo Aa Rahe Hai
|
Jeevan, Shamshad Begum | C Arjun | ||||
Ustad Pedro (1971) | Asad Bhopali | Masti Bhare Geet | |||||
khudaya ye chakkar se kyu aa rahe hai
sambhalo hume hum gire ja rahe hai
sambhalo hume hum gire ja rahe hai
khudaya ye chakkar se kyu aa rahe hai
sambhalo hume hum gire ja rahe hai
sambhalo hume hum gire ye gire
haye fire ja rahe hai ye pair kyu ladkhada rahe hai
mere pairo me haye mere pairo me ghunghru bandha de
fir chacha meri chal dekhle mere pairo me haye
mere pairo me ghunghru bandha de
fir chacha meri chal dekhle mohe dhani chunariya pahnade
fir chacha meri chal dekhle mere pairo me haye
mere pairo me ghunghru bandha de
fir chacha meri chal dekhle rajkumar chup raho
kaise rahu chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi hai baki
or jara si de de chaha or jara si
kaise rahu chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi hai baki
or jara si de de chaha or jara si kaise rahu chup
are kis parde me chupe ho parde me rahne do parda na uthao
parde me rahne do parda na uthao
parda jo uth gaya to bhed khul jayega
chacha meri tauba chacha meri tauba
chacha meri tauba chacha meri tauba
parde me rahne do parda na uthao
tujhko mare ram tujhko allah mare
le allah ka nam tujhko allah mare
le allah ka nam tujhko allah mare
tujhko mare ram tujhko allah mare band karo ye shararat
shararat chhod di hamne shararat chhod di hame
sharafat chhod di tumne shararat chhod di hamne
kaid me hai bulbul or chacha muskuraye
kaid me hai bulbul or chacha muskuraye
raha bhi na jaye kuch kaha bhi na jaye
kaid me hai bulbul or chacha muskuraye
khilona jan kar tum to mera sar tode jate ho
khilona jan kar tum to mera sar tode jate ho
bhul jaoge sab kuch ho mai to bhul gaya babul ka desh
raja ka ghar pyar lage ho mai to bhul gaya babul ka desh
raja ka ghar pyar lage ho koi chacha ko bheje sandesh
ho koi chacha ko bheje sandesh ke tera ghar pyara lage
ho mai to bhul gaya babul ka desh raja ka ghar pyar lage