Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khuda Huzur Ko Meri Bhi Jindagi De De
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | O P Nayyar | Pran | |||
Sawan ki ghata (1966) | S H Bihari | Mujra Songs | |||||
khuda huzur ko meri bhi jindagi de de
khuda huzur ko meri bhi jindagi de de
bagair aapke behtar hai mera mar jana
na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
jiyega kaise andhere me koi parwana
khuda huzur ko meri bhi jindagi dede
khuda huzur ko
rahe huzur ki hum par nigahe karam
to hum khuda ko na dhudhe kabhi khuda ki kasam
rahe huzur ki hum par nigahe karam
to hum khuda ko na dhudhe kabhi khuda ki kasam
hamare waste jannat hai aapki bahe
hamare waste jannat hai aapki bahe
hila sakegi na dunia kabhi wafa ke kadam
khuda huzur ko meri bhi jindagi de de
bagair aapke behtar hai mera mar jana
khuda huzur ko
wo bijliya hai
wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi
sharab or bhi hai
sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi
wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi
sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi
jara si bat hai dunia agar ise samjhe
jara si bat hai dunia agar ise samjhe
jara si bat jara si bat
jara si bat hai dunia agar ise samjhe
lo shama dil me jo jalti hai mahfilo me nahi
khuda huzur ko meri bhi jindagi de de
bagair aapke behtar hai mera mar jana
na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga
jiyega kaise andhere me koi parwana
khuda huzur ko meri bhi jindagi dede
khuda huzur ko