Lyrics of Khuda Bhi Aasamaan Se Jab Zamin Par Dekhata Hoga - खुदा भी आसमां से जब ज़मीं पर देखता होगा
khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga

mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasmaa se
mushavir khud paresha hai ki ye tasvir kiski hai
banogi jiski tum aisi hasi taqdir kiski hai
kabhi wo jal raha hoga, kabhi khush ho raha hoga
khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaa se
zamane bhar ki masti ko ne sameta hai
gale se zism ko kitni bahaaro me lapeta hai
hua tum sa koi pahle na koi dusra hoga
khuda bhi aasmaa se jab zami par dekhta hoga
mere mahabub ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aasmaa se
farishte bhi yaha raato ko aakar ghumte hoge
jaha rakhti ho tum paaw, jagah wo chumte hoge
kisi ke dil pe kya guzri, ye wo hi janta hoga