Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khud Ko Jara Pahchan
|
Mohammed Rafi | Sardar Malik | ||||
Maa Ke Aansoo (1959) | Raja Mehdi Ali Khan,, Madan Mohan | ||||||
aandhi mein gunaho ka diya jal nahi sakta
jo bachke aa pahucha hai
anjaam tera tere hi hatho mai hai nadan
khud ko jara pahchan tu khud ko jara pahchan
agar fristo ke liye insan teri shan
khud ko jara pahchan tu khud ko jara pahchan
mathe pe kiya hazar gunaho ko mita de
gunaho ko mita de
neki ke diye gam ke andhere mein jala de
andhere mein jala de
do din ke khushi ke liye tu bech na imaan
tu bech na imaan
agar fristo ke liye insan teri shan
khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan
jannat na kurano na yhudo ke liye hai
jannat na kurano na yhudo ke liye hai
alaah ka ye ghar to shahido ke liye hai
hai wakt sambhalne ka sambhal ja are nadan
sambhal ja are nadan
agar fristo ke liye insan teri shan
khud ko jara pehchan tu
khud ko jara pehchan
kya teri duwao se falak hil nahi sakta
falak hil nahi sakta
is dar se jo tu chahe to kya mil nahi sakta
to kya mil nahi sakta
thak jayega neki se burayi ka ye tufan
burayi ka ye tufan
agar fristo ke liye insan teri shan
khud ko jara pehcha
agar fristo ke liye insan teri shan
tu khud ko jara pehcha