Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khud Bhi Nachungi Tujhko Bhi Nachaungi
|
Alka Yagnik | Anu Malik | Kajol | |||
Kuch Khatti Kuch Meethi (2001) | Sameer | ||||||
kadamo pe mere sham savere tera hi naam
o mere ghan shyam saasu se paav dabvaugi
dulhey se khana banvaugi jab tum shadi kar loge
bhul jaoge akadi theen chize yaad rahegi namak tel or lakadi
jis din tere ghar mai dulhan banke aaugi
puch jara kaise kaise teri band bajaugi
khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi
khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi
banugi dulhan two thousand ki karugi gulami na husband ki
banugi dulhan two thousand ki karugi gulami na husband ki
duniya ke in bedardo ko jalim sitam mardo ko
kadamo me apne jhukaugi khud bhi nachungi
tujhko bhi nachaugi khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi
sasure ki gali na jhelugi usko kuye me dhakelungi
sasure ki gali na jhelugi usko kuye me dhakelungi
nakhare tere na uthaugi sasu mai tujhko bataugi
danda dahej me laugi khud bhi nachungi
tujhko bhi nachaugi khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi
jis din tere ghar mai dulhan banke aaugi puch jara kaise kaise
teri baind bajaugi khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi
khud bhi nachungi tujhko bhi nachaugi