Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khoobsurat Hai Ankhe Teri
|
Talat Aziz | Jagjit Singh | ||||
Irshaad Vol. 1 (Album) (0) | Hasan Kazmi | Ghazals | |||||
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de
khudbkhud nind aa jayengi
khudbkhud nind aa jayengi
tu mujhe sochana chhod de
khubsoorat hai aankhe teri
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de
teri aankhon se kaliya khili
tere aanchal se badal ude
teri aankhon se
teri aankhon se kaliya khili
tere aanchal se badal ude
dekhle jo dekhle jo teri chaal ko
dekhle jo teri chaal ko
mor bhi naach na chhod de
dekhle jo teri chaal ko
mor bhi naach na chhod de
khudbkhud nind aa jayengi
khudbkhud nind aa jayengi
tu mujhe sochana chhod de
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de
bekhudi is kadar ki hai kya
bekhudi is kadar ki hai kya
kuch kaya apni aankho mein rakhana
bekhudi bekhudi bekhudi
bekhudi is kadar ki hai kya
kuch kaya apni aankho mein rakhana
ho na jaye kahin ab khata
ho na jaye kahin ab khata
is tarah dekhna chhod de
ho na jaye kahin ab khata
is tarah dekhna chhod de
khudbkhud nind aa jayengi
khudbkhud nind aa jayengi
tu mujhe sochana chhod de
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de
teri aankho se chhalaki huyee
jo ek baar pee le agar
teri aankho se teri aankho se
teri aankho se
teri aankho se chhalaki huyee
jo ek baar pee le agar
phir woh maikhan
phir woh maikhan aisa piya
phir woh maikhan aisa piya
jaam hi mangana chhod de
phir woh maikhan aisa piya
jaam hi mangana chhod de
khudbkhud nind aa jayengi
khudbkhud nind aa jayengi
tu mujhe sochana chhod de
khubsoorat hai aankhe teri
khubsoorat hai aankhe teri
raat ko jagna chhod de