Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khizan Ke Daur Mein Aise Bhi
|
Mukesh Chand Mathur | Murli Manohar Swarup | ||||
Khizan Ke Daur Mein Aise Bhi (1950) | Raaz Allahabadi | ||||||
khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye
gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye
gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye
kisi ne kadar na ki mere didyetar ki
kisi ne kadar na ki mere didyetar ki
zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye
zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye
kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai
kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai
tamam umar
tamam umar juba par na unka naam aaye
tamam umar juba par na unka naam aaye
wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale
wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale
ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye
ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye
khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye