Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khizan Ke Daur Me
|
Talat Mehmood | Murli Manohar Swarup | ||||
Shaam-e-ghazal (Album) (0) | Raaz Allahabadi | Ghazals | |||||
khizan ke daur me aise bhi kuch makam aaye
gulo pe waqt pada hai har kaam aaye
gulo pe waqt pada hai har kaam aaye
kisi ne kadr na ki mere didyetar ki
kisi ne kadr na ki mere didyetar ki
zami pe asq gire aasma ke kaam aaye
zami pe asq gire aasma ke kaam aaye
kamal e zaft e mohbbat isi ko kahte hain
kamal e zaft e mohbbat isi ko kahte hain
tamam umr tamam umr juban par na unka naam aaye
tamam umr juban par na unka naam aaye
wo samaa kya jo jo kisi ek anjuman me jale
wo samaa kya jo jo kisi ek anjuman me jale
ek aisi samma jalao jo sabke kaam aaye
ek aisi samma jalao jo sabke kaam aaye
khizan ke daur me aise bhi kuch makam aaye