Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khinche Khinche Se Nazar See
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Kabuli Khan (1963) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
khinche khinche se najar se najar churaye huye
khinche khinche se najar se najar churaye huye
unhe salam jo baithe hain sar jhukaye huye
unhe salam
abhi khafa the abhi khud hi muskurate hain
abhi khafa the abhi khud hi muskurate hain
kabhi kabhi to idhar dekhte hi jate hain
magr khyal kahi aur hi lagaye huye
unhe salam jo baithe hain sar jhukaye huye
unhe salam
wo beliya aaj udhar ajnabi kidhar mehfil
wo beliya aaj udhar ajnabi kidhar mehfil
kise khabar ki akele dhadak raha hain ye dil
kisi ke pyaar ka hain pyasa teer khaye huye
unhe salam jo baithe hain sar jhukaye huye
unhe salam
diwanepan ka ye ham par ajab nasha chhaya
diwanepan ka ye ham par ajab nasha chhaya
abhi to haath me wo haath bhi nahi aya
abhi se panw hamare hain dagmagaya huye
khinche khinche se najar se najar churaye huye
we janab jo baithe hain sar jhukaye huye
ve janab