Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kheloge Kaun Sa Khel Mere Lal
|
Premlata, Geeta Dutt | Vinod | ||||
Tara (1949) | Aziz Kashmiri | Masti Bhare Geet | |||||
kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal
kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal
desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka
desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka
hum aage badhte jayenge
hum dukh se ladte jayenge
hum aage badhte jayenge
hum dukh se ladte jayenge
bech denge ye khilone
bech denge ye khilone
le lenge talwari dhar
le lenge talwari dhar
kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal
desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka
jo bhi aage aayega apne muh ki khayega
jo bhi aage aayega apne muh ki khayega
dushman humara taal banega
dushman humara taal banega
hum banenge dushman ke kaal
hum banenge dushman ke kaal
kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal
jurm ki tabahi ka ho hind ki aazadi ka
jurm ki tabahi ka ho hind ki aazadi ka
aazadi ko rakhna hai
aazadi ko rakhna hai
desh ki seva karna hai
desh ki seva karna hai
hum saput hai hum hi karenge
hum saput hai hum hi karenge
maa ki god nihal
maa ki god nihal