Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khat Likhna Hai Par Sochatee Hu
|
Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan | Anil Kapoor, Madhuri Dixit | |||
Khel (1992) | Javed Akhtar | Romantic Songs | |||||
khat likhna hai par sochti hu
khat likhna hai par sochti hu ye kaise likhu
mujhe tumse mohabbat ho gai hai mujhe tumse mohabbat
ho gai hai, meri maano itna likh do
meri maano itna likh do inn aankho par
khvabo ki inayat ho gai hai khvabo ki inayat ho gai hai
kagaj kalam jaise hi uthau dil hai ke dhadake jaye
dil hai ke dhadake jaye jo bhi likho tum dil ki baate
ab na chhupengi chhupaye ab naa chhupengi chhupaye
mai achi hu ye to likh du mai achi hu ye to likh du
ye kaise likhu mujhe tumse mohabbat ho gai hai
ye socha hai itna likh du kuch din se mujhe kya jane kyun
ye duniya hasin lagti hai ye duniya hasin lagti hai
ye bhi likhna ab sare din hai sath koi ke jiske bin
tabiyat hi nahi lagati hai tabiyat hi nahi lagati hai
batao batao in lafjo me mai hi likhu mujhko tum samjhao
mujhe tumse mohabbat ho gai hai
mujhe tumse mohabbat ho gai hai
mai kuch likhu woh kuch samjhe aisa nahi ho jaye
aisa hai to saf likho tum apni to hai ye ray
ha aa aa apni to hai ye ray
ha sach to hai kyun sharmau ha sach to hai kyun sharmau
kyun ye naa likhu mujhe tumse mohabbat ho gai hai
to likh du mohabbat ho gai hai likh dungi mohabbat ho gai hai
mujhe tumse mohabbat ho gai hai
mujhe tumse mohabbat ho gai hai