Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Khat Hain Ke
|
Talat Aziz | Talat Aziz | ||||
Mehboob (1997) | Nida Fazli | Ghazals | |||||
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan

itrati huye galatiya sharmate huye aangan

sheese sa dhula choka moti se chune bartan

khilta hua ek chehra hanste huye sau darpan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
itrati huye galatiya sharmate huye aangan
simati huye chaukhat par kuch dhup gilahri si

nimbu ki kyari mein chandi ki kai kangan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
itrati huye galatiya sharmate huye aangan
bachcho si humakti shab gandon se uchhalte din

chehro se dhuli khushiyan zulfon se khuli uljhan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
khat hain ke badalti rut ya bhiga hua sawan
itrati huye galatiya sharmate huye aangan
har ped koi kissa har ghar koi afsana
har ped koi kissa har ghar koi afsana
har raasta pahchana har chehre pe apnapan