Lyrics of Khan Paan Laddu Jalpan (Manva) - खान पान लड्डू जलपान में जलेबी
khan paan laddu jalpaan me jalebi
ye lagan anokha
khane me lao dijiye
barfi gulab jamun petha malai khao
khao kheer mung halwa
mithi dakar pao pao
ye jo dhup ki aag hai baan hai to
wo madumas ka chand hai
ye talwar ke phul ki jaan hai to
wo jhankar si taan hai
sabko bhula ke aaj gao ji gao
inpe lage na koi haye bure man ki
chhan me jo dekh lo to
ek lage shankar hai
chhan me jo dekh lo to ek parwati
manwa ga raha ga raha
jaise bhige bhige bholepaan me
bholepaan me
hogi ye katha ye katha
hogi jaise sabhi ne sapne, sabhi ne sapne
garam hai kadahi or dur hath sek sek
aam utha lo bandhu, guthli ko dur feko feko
mast ram hum hai, ab koi na sambhalo
chhodo chhodo ji surahi
matke me muh ko dalo dalo
sone ki thali si ho, chandi ki pitari si ho
heere ke moti ki choti anguthi si
jag se pyari ho
sang me gulab ho to wo sharma jaye
cham cham aag ho to wo ghabra jaye
sur me jo aag ho to
budhi me thodi si uda lo bhang haye
haye re haye re haye
ji me jee aa jaye ki rang tarang chhaye
chhaye re chhaye re chhaye
are rang me magan the ang ang kya kare
tumhre sang kya kare ye umang kya kare
chhore ab to nagada jam ke baja
mauje umad ghumad umad ghumad
manwa ga raha ga raha
jaise bhige bhige bholepaan me
bholepaan me
hogi ye katha ye katha
hogi jaise sabhi ne sapne, sabhi ne sapne
jhume asmaan me bala tha jagmagaya
aaya dekho veer dekho
sone ka haar laya aaya ho
veer hai jawan hai, ye aisa shaktiman hai
ki jaise koi dhamaka gunja ho aasmaan me
aisi ho