The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Kesariya Kesariya Mora
0
Reeg Dev Anand Raj Anand
Rivaaz (2011) Sad Songs
Lyrics of Kesariya Kesariya Mora - केसरिया केसरिया मोरा

kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai

viraha ye rate kaise inhe kate tere bin sajna
mujhe tadpaye teri vo baate kaise kahu sajna
dekhu teri rahe baho ko mai failaye
dekhu teri rahe baho ko mai failaye
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai

suni hai bahare vira najare tere bina sajna
tu jo juda hai jindagi khafa hai bairi hai jamana
kaisi ye aag lagai dasti hai ye tanhai
kaisi ye aag lagai dasti hai ye tanhai
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kesariya kesariya mora balma ghar aaja
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
kahe di rushvai mai dard na ye sah pai
nain mere nir bahaye aa bhi ja harjai