Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kehne Ko Hai Taiyyar Magar Kaise Kahe
|
Geeta Dutt | Sachin Dev Burman | ||||
Kamal (1949) | Gopal Singh Nepali | ||||||
kahne ko hai taiyar magar kaise kahe hum
kahne ko hai taiyar magar kaise kahe hum
karte hai tumhe pyar magar kaise kahe hum
ji magar kaise kahe hum karte hai tumhe pyar
magar kaise kahe hum ji magar kaise kahe hum
do din ki abhi bat
mulakat hamari mulakat hamari
aankho me chha ke rah gayi tasveer tumhari
tumko diya dil dard bhi chhup chhap sahe hum
karte hai tumhe pyar magar kaise kahe hum
ji magar kaise kahe hum
kayi bar lage kahne to sharma ke rah gaye
sharma ke rah gaye kahna tha hame aur bhi kuch
aur kah gaye kahna yahi hai mauj me
ek sath bahe hum kahna yahi hai mauj me
ek sath bahe hum karte hai tumhe pyar
magar kaise kahe hum ji magar kaise kahe hum
rahte hai aas pas phir bhi aas adhuri
phir bhi aas adhuri hum sochte hai kab mite
ye paas ki duri ye paas ki duri
do dil hai mile kyu nahi ek hoke rahe hum
karte hai tumhe pyar magar kaise kahe hum
ji magar kaise kahe hum