Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaun Samjhega Dil Aane Ke Dhang Nirale Hai
|
Surinder Kaur | Khurshid Anwar | ||||
Singaar (1949) | Nakshab Jarchvi | Sad Songs | |||||
kaun samjhega kise samjhau
dil rone ki bat
ye samjhne ka fasana hai
na samjhane ki bat
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang
dil se majbur sab dilwale hai
dil aane ke dhang
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang
kabhi ankhiya milane pe
aata hai dil
kabhi aankhe bachane pe
aata hai dil
kabhi ankhiya milane pe
aata hai dil
kabhi aankhe bachane pe
aata hai dil
wohi anhkiya jinhe hamse matlb nahi
unhi ankhiyo ke hum matwale hai
dil aane ke dhang
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang
unko dekha to dunia badalne lagi
nazre bahki tabiyat machalne lagi
dil ki dhadkan isharo pe chalne lagi
unko dekha to dunia badalne lagi
nazre bahki tabiyat machalne lagi
dil ki dhadkan isharo pe chalne lagi
badi himmat se kabu me rakha hai dil
badi mushkil se hosh sambhale hai
dil aane ke dhang
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang
dil se majbur sab dilwale hai
dil aane ke dhang
dil aane ke dhang nirale hai
dil aane ke dhang