Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kati Umar Hotelon Me, Mare Hasptal Aakar
|
Mahendra Kapoor, Kishore Kumar | O P Nayyar | ||||
Shrimanji (1968) | Aziz Kashmiri | Sad Songs | |||||
thi kuch khata kisi ki ye nasib ye likha tha
kate umar hotelo me mare haspatal aakar
kafan me ye mohabbat ke pujari dekhte jao
jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao
kafan me ye mohabbat ke pujari dekhte jao
jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao
kafan me sone wale ne pucha
jindagi kya hai na marte to bata dete jaha ko
aashiki kya hai mujhe chahat ne mara hai
ise kismat ne mara hai
magar kisi apne bhai ko buri
niyat ne mara hai lute hai kis tarah dil ke vyapari
dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao
jo ladte the jaha me banke hindu sikh isai
wo is manjil par aakar ban gaye
apas me hai bhai bhai bata de koi har surat kafan me
kyu lapeti hai ye jiwan hai ye pinto hai
ye banta singh sethi hai
bade hai chain se kya kya khiladi
dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao