Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Karva Chauth Ka Vrat Aisa
|
Usha Mangeshkar | C Arjun | ||||
Karva Chauth (1978) | Kavi Pradeep | ||||||
karwa chauth ka vrat aisa
karwa chauth ka vrat aisa
jiski mahima hain aprampar
bahno karna baram bar
o sakhiyo karna barambar
o dhayan se karna man se karna
dhayan se karna maan se karna
to samjho tumhara beda pyar
bahno karna barambar
o sakhiyo karna barambar
o pati ke prem se badhke koi
badhke koi re
pati ke prem se badhke koi
prem nahi hain duja
prem nahi hain duja
o yahi sikhata har nari ko
har nari ko re
yahi sikhata har nari ko
pati charno ki puja
pati charno ki puja
bharat bhar me is tyohar ki
badi hain jai jaikar
bahno karna barambar
o sakhiyo karna barambar
o ye vrat hain bada jadu wala
jadu wala re
ye vrat hain bada jadu wala
prem se karna khali
prem se karna khali
o honge tumhare ghar me hi bahna
ghar me hi bahno re
honge tumhare ghar me hi bahna
barah maas diwali
barah maas diwali
ghar ki lakshmiyo dekho jara is vrat
ka bhi chamtkar
bahno karna barambar
o sakhiyo karna barambar
karwa chauth ka vrat aisa
karwa chauth ka vrat aisa
jiski mahima hain aprampar
bahno karna barambar
o sakhiyo karna barambar
o bahno karna barambar
o sakhiyo karna barambar