Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Karte Hai Pyar Hum Sirf Sunday Ko
|
Kavita Krishnamurthy | Nadeem Shravan | ||||
Ansh (2002) | Sameer | Masti Bhare Geet | |||||
chori chori wo mere pas aaya khidki ke niche se mujhko bulaya
kahne laga chal mere sath rani maine koi bat uski na mani
fir usne pucha hafte ka kya programme hai
milke bitayenge kabhi ek sham to maine kaha
karti hu mai to pyar sirf sunday ko
are karti hu mai to pyar sirf sunday ko
tum karna mera intzar sirf sunday ko
monday ko mujhe bada kam hai ek pal bhi na aaram hai
mangal budh ko mai kya kahu mushkil badi gulfam hai
jumme rat jumma fir bazar jau shaniwar ko ghar mai der se aau
der se aau baba der se aau kyonki karti hu mai ikrar
sirf sunday ko tum karna mera intzar sirf sunday ko
aise yaha roz milne me to mujhko maja nahi aaye
ho jaye na badnami kahi mera to ji gharbaye
aise yaha roz milne me to mujhko maja nahi aaye
ho jaye na badnami kahi mera to ji gharbaye
mana ke tu bekhyal hai tera diwano sa hal hai
teri mere yar darmaya rahne de kuch dil ki duriya
ye bekasi meri jan le kyuki karti hu mai didar
sirf sunday ko tum karna mera intzar sirf sunday ko
logo ki aankho se sola baras maine sambhali jawani
kar dungi uske hawale jo hoga mera diljani
logo ki aankho se sola baras maine sambhali jawani
kar dungi uske hawale jo hoga mera diljani
layega doli barat wo le jayega mujhko sath wo
manungi na mai teri bat mai hatho me dungi na hath mai
ja re ja kaha mera man le kyonki karti hu aankhe char