Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kanon Ki Ek Nagari Dekhi
|
Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay | Vasant Desai | Ashok Kumar, Harindranath Chattopadhyay | |||
Ashirwad (1968) | Gulzar | Funny Songs | |||||
guru shuru ho ja apni kavita ki nok jhok
kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
ek taraf se kane sare ek taraf se sayane the
ho kano ki kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
bhai dariya pul me chalta hai waha pani me rele chalti thi
waha pani me rele chalti thi languro ki dum par
anguro ki bele pakti thi anguro ki bele pakti thi
ha chuhe ghanti bandh ke billi se daud lagate the
billi se daud lagate the khali pet par hath bajakar
sab kangali gate the wah wah bhai wah wah bhai wah
wah wah waha chandani rat me chata lekar
bahar jaya karte the bahar jaya karte the
or os gire to waha kahte hai sir fat jaya karte the
kano ki aaha kaano ki
kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
choot ki ek bimari faili ek dafa un kaano me
sunte hai ki bhukh ke keede ke gehu ke daano me
roj kayi kaane bichare marte the bimari se
or us waqt ullu ka pattha raja sota tha kaha bolo
sone ki almaari me
jab kani bhains ne phool fula kar jada been ka baja
jada been ka baja jab kala chasma
pahan ke singashan pe aaya raja aaya raja aaya raja
dard bhri fari yad se uski aannkhe paani paani thi
aannkhe paani paani thi
tab dekha kaane raja ki dono aankhe
kaani thi dono aankhe kaani thi
kaano ki kaano ki
kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
kano ki ek nagri dekhi jisme sare kane the
jhoota hai jo andhi nagri me kaana raja kahta hai
jakar dekho kaani nagri andha raja rahta hai
jhoota hai jo andhi nagri kaana raja kahta hai
jhoota hai jo andhi nagri kaana raja kahta hai
jakar dekho kaani nagri andha raja rahta hai
jhoota hai jo andhi nagri kaana raja kahta hai
jhoota hai jo andhi nagri kaana raja kahta hai