Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kamla Raziya Ya Miss Merry Ya Ho Pritam Kaur
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Kishore Kumar | S Mohinder | Kishore Kumar, Madhubala | |||
Mehlon Ke Khwaab (1960) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
kamla razia ya miss merry ya ho pritam kaur
kamla razia ya miss merry ya ho pritam kaur
oye har hasina hoti hai babu ji dil ki chor
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna ye baat hai
abdul mohan ya banta singh ya ho mr. mor
abdul mohan ya banta singh ya ho mr. mor
moka milte hi phekega naino ki dor
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna
dale jadu phunke tune kar ke aankhe char
dale jadu phunke tune kar ke aankhe char
haye ladki to ladki hai sadi pehne ya salwar
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna aankho me mile dil ka telephone
aankho me mile dil ka telephone
are ladka to ladka hai dhoti pehne ya patloon
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna
sidhi sachi chori ho ya fashion eban mam
are sidhi sachi chori ho ya fashion eban mam
teri to dil se khelegi najro wali mem
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna anpadh koi kunwara aashiq ho
ya ho graduate anpadh koi kunwara aashiq ho
ya ho graduate bato bato me tay kar lega shadi ki date
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna
dilhi bambai culcutta lakhnau shimla masur hai
are dilhi bambai culcutta lakhnau shimla masur hai
har basti me julfo wali nagan hai mashur
meri jaan knock out meri jaan bold out
meri jaan bach ke rehna na phir hamse kehna
india america africa rasia paris cheen
india america africa rasia paris cheen
sari duniya me bajti hai armano ki been
meri jaan meri jaan meri jaan bach ke rehna
na phir hamse kehna