Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kalkatte Se Aaya Jahaz
|
Sulochana Kadam | Ibrahim, Aziz Hindi | ||||
Actor (1951) | Nazim Panipati | ||||||
kalkatte se ae ji
kalkatte se aaya jahaz
sakhi mere sakhi mere balam nahi aaye re
ho kalkatte se aaya jahaz
sakhi mere haye sakhi mere balam nahi aaye re
ho kalkatte se aaya jahaz
sabke balam aaye mere na aaye
mere na aaye
ek ek se puchha sakhi koi na bataye
koi na bataye
aap hanste ho ji
aap hanste ho mere mijab
sakhi mere sakhi haye mere balam nahi aaye re
ho kalkatte se aaya jahaz
baalam jo aate to late wo mundri
late wo mundri
baalam jo aate to late wo mundri
late wo mundri
aur sath late wo resham ki chundri
haye resham ki chundri
mujhe sakhiyo me
ae ji mujhe sakhiyo me aati hai laaj
sakhi mere sakhi haye mere balam nahi aaye re
ho kalkatte se aaya jahaz
kahan chhod aaye ho mere sanam ko
mere sanam ko
kahan chhod aaye ho mere sanam ko
mere sanam ko
kaise bhulaungi kaise bhulaungi
main unke gham ko haye main unke gham ko
mere bite hai
ae ji mere bite hai deepa hazaar
sakhi mere sakhi haye mere balam nahi aaye re
ho kalkatte se
ae ji kalkatte se aaya jahaz