Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kali Ghata Chhaye
|
Asha Bhosle | Sachin Dev Burman | Nutan | |||
Sujata (1959) | Majrooh Sultanpuri | Mausam Songs, Rain Songs | |||||
aise mein kahi koi mil jaaye
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
aise mein kahi koi mil jaaye re
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
aise mein kahi koi mil jaaye
bolo kisi ka to kya jaaye re
kya jaaye re kya jaaye
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
hu main kitni akeli wo ye jaante
mere berang jeewan ko pehchaante
hu main kitni akeli wo ye jaante
mere berang jeewan ko pehchaante
mere haatho ko thaame hanse aur hansaaye
mera dukh bhulaaye kisi ka kya jaaye
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
yuhi bagiyan mein dolu main khoyi hui
na to jaagi hui si na soyi huyi
yuhi bagiyan mein dolu main khoyi hui
na to jaagi hui si na soyi huyi
mere baalon mein koyi dheere se aaye
kaliyaan sajaaye kisi ka kya jaaye
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
us ki raahen takoon talmalaati phiru
har aahat pe naina bichhaati phiru
us ki raahen takoon talmalaati phiru
har aahat pe naina bichhaati phiru
wo jo aayega karu na kyu
aas dilaaye mera tan basaaye
kisi ka kya jaaye kaali ghata chhaaye
mora jiya tarsaaye aise mein kahi khoyi mil jaaye re
kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
aise mein kahi koi mil jaaye
bolo kisi ka kya jaaye re kya jaaye re
kya jaaye kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye