Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kal Raat Padosi Kehtaa Tha
|
Raja Gul, Shamshad Begum | Husnlal Bhagatram | ||||
Sartaj (1950) | Shewan Rizvi | ||||||
kal raat padosi kahta tha ye baat
kal raat padosi kahta tha ye baat
daga dil lekar deti daga dil lekar deti
aurt ki ye jaat la ha abe bhag
kal raat padosan kahti thi ye baat
ho kal raat padosan kahti thi ye baat
ki milti bhanvro se hai
ki milti bhanvro se hai
mardo ki ye jaat la ha
tum ho aurt tum kya jano
mardo me hai kya kya johar
dil me kuch or muh pe kuch hai
ye bhi khubi inke ander
ye hai aurt yr kya jane
mardo me hai kya kya johar
dil me kuch or muh pe kuch hai
ye bhi khubi inke ander
pyar hai inka aisa jaise
baato ki barsat la ha
kal raat padosi kahta tha ye baat
kal raat padosi kahta tha ye baat
daga dil lekar deti daga dil lekar deti
aurt ki ye jaat la ha
aurt jo kuch kahti hai
wo karke dikhla deti hai
abe karke dikhla deti hai
aur bhole bhale mardo me ye
jute chalwa deti hai
aji jute chalwa deti hai
hamaa jute chalwa deti hai
ab kadvi ho ya mithi
hum kah dete hai baat la ha
kal raat padosan kahti thi ye baat
ho kal raat padosan kahti thi ye baat
ki milti bhanvro se hai
ki milti bhanvro se hai
mardo ki ye jaat la ha
saccha mard mahobbat karke
kol kabhi na apna tode
aurt jiska daman pakde
marte dum tak ye na chode
kahe ka fir jhagada hai ye
aaja mila le hath la ha
de hath
kal raat padosan kahti thi ye baat
ho kal raat padosan kahti thi ye baat
ki milti bhanvro se hai
ki milti bhanvro se hai
mardo ki ye jaat la ha