Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kal Chaudhvi Ki Raat Thi
|
Kumar Sanu | Altamash Khan | ||||
Jiyaala (1998) | Wajeda Tabassum, Ibn-E-Insha, | Romantic Songs | |||||
kal chaudhvi ki rat thi shb bhar raha charcha tera

kuch ne kaha ye chand hai kuch ne kaha chehra tera

hum bhi vaha maujud the hum ne bhi sab dekha kiye

hum chup rahe kuch na kaha manjur tha parda tera

kya cham cham chamkti rat thi
khusiyo ki ek barsat thi dil se dil milne lage
hotho pe gul khilne lage dil ko lagi thi justaju
ho jindagi me tu hi tu ek faisle ye kar diya
sauda vafa ka bas kar liya ek faisle ye kar diya
soda vafa ka bas kar liya
kal chaudhvi ki rat thi shb bhar raha charcha tera
kuch ne kaha ye chand hai kuch ne kaha chehra tera
hum bhi vaha maujud the hum ne bhi sab dekha kiye
hum bhi vaha maujud the hum ne bhi sab dekha kiye
hum chup rahe kuch na kaha manjur tha parda tera
ha chandni vo rat thi ab kya kahe kya bat thi
kahna tha tujhse pyar hai karna yahi ikrar hai
hum mudto se socha kiye socha kiye tadpa kiye
tu chahiye bas kah diya ye kah diya muh si liya