Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaise Keh Du Bajariya Ke Bich
|
Lata Mangeshkar | Anil Biswas | ||||
Laadli (1949) | Nazim Panipati | ||||||
suno suno suno suno
suno suno re suno re suno suno
kaise kah du bajariya ke bich
ye to kano me kahne wali baat hai
kaise kah du bajariya ke bich
ye to kano me kahne wali baat hai
mere sine me aaho ka shor hai
mera nanha sa dil kamjor hai
mera nanha sa dil kamjor hai
mose aekli raha nahi jaat hai
ye to kano me kahne wali baat hai re
kaise kah du bajariya ke bich
ye to kano me kahne wali baat hai
aankho aankho me katu main raat re
jiya mane na haye mori baat re
jiya mane na haye mori baat re
teri kasam, teri kasam
teri kasam ye bada kamjat hai
ui daiya
ye to kano me kahne wali baat hai re
kaise kah du bajariya ke bich
ye to kano me kahne wali baat hai
mori suni padi hai atariya
mohe tose hai bali umariya
mohe tose
mohe tose hai bali umariya
chupke chupke
chupke chupke jawani bulaat hai
ye to kano me kahne wali baat hai re
kaise kah du bajariya ke bich
ye to kano me kahne wali baat hai re
kaise kah du bajariya ke bich