Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaise Kaise Teer Chalaye Jiya Tadpaye Najariya Dil Mera
|
Asha Bhosle | O P Nayyar | ||||
Mr. Lambu (1956) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
o kaise kaise teer chalaye
kaise kaise teer chalaye jiya tadpaye
najariya dil mera
haye najar tarsaye ke nit ne
haye najariya dil mera
kaise kaise teer chalaye
idhar bhi dekho jo mehfil me aake baithe ho
ye kya ada hai ke najre jhuka ke baithe ho
teer najar ka dil hai nishana
main hi nahi kahta hai zamana
main hi nahi kahta hai zamana
mehfil ki mehfil ye pukare jane tamanna haye
kaise kaise teer chalaye jiya tadpaye
najariya dil mera
haye najar tarsaye ke nit ne
haye najariya dil mera
kaise kaise teer chalaye
tumhare dar pe khade hai janab kuch bhi mile
sawal kar to diya hai jawab kuch bhi mile
teri khushi par dil bhi haraungi
ab to laga di jaan ki baji
ab to laga di jaan ki baji
darde dil ka tu sitamgar kaun samjhaye
kaise kaise teer chalaye jiya tadpaye
najariya dil mera
kaise kaise teer chalaye