Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kaise Kahu Dil Ki Dillagi
|
Sulochana Kadam | Mushtaq Hussain, Chetumal | ||||
Bombay (1949) | C R Bajaj | ||||||
kaise kahu dil ki dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kaise kahu dil ki dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
pahle se the hum sataye hue
taqdeer ki fir se khaye hue
taqdeer ki fir se khaye hue
pahle se the hum sataye hue
taqdeer ki fir se khaye hue
taqdeer ki fir se khaye hue
ho fir se mohabbat ha khel hai
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kaise kahu dil ki dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kitna accha tha vasant pyara pyara
kitna accha tha vasant pyara
zaalim jawaani ne sahe ukhara
zaalim jawaani ne sahe ukhara
dillagi ho rhi thi dillagi ho rhi thi
ho gayi dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kaise kahu dil ki dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kamal nain bharke koi kaha
guzar ko rahi hai roye kaha
kamal nain bharke koi kaha
guzar ko rahi hai roye kaha
apne paraye haye apne paraye
karte hai dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi
kaise kahu dil ki dillagi
dil bhi gaya daulat bhi gayi